Jab Tak Jahaan Mein Mera Naam Hai Tab Tak Mere Naam Tu Hindi Lyrics

Published: August 22, 2025| Updated:August 22, 2025

Jab Tak Jahaan Mein Mera Naam Hai Tab Tak Mere Naam Tu: The hindi song is sing by Abhay Jodhpurkar, and has music by Ajay-Atul while Irshad Kamil has written the Zero Lyrics.

About the Song

"Jab Tak Jahaan Mein Mera Naam Hai Tab Tak Mere Naam Tu" is a popular Hindi song featuring soulful vocals by Abhay Jodhpurkar. The lyrics blend poetic imagery with hindi themes, characteristic of Hindi music.

Jab Tak Jahaan Mein Mera Naam Hai Tab Tak Mere Naam Tu Hindi Lyrics

Woh rang bhi kya rang hai
Milta na jo tere hoth ke rang se hubahu
Woh khushboo kya khushboo
Thehre na jo teri saanwari zulf ke rubaru

Tere aage ye duniya hai pheeki si
Mere bin tu na hogi kisi ki bhi
Ab ye zaahir sar e aam hai elaan hai

Jab tak jahaan mein subah shaam hai
Tab tak mere naam tu
Jab tak jahaan mein mera naam hai
Tab tak mere naam tu

Uljhan bhi hoon teri
Uljhan ka hal bhi hoon main
Thoda sa ziddi hoon
Thoda pagal bhi hoon main

Barkha bijli baadal jhoothe
Jhoothi phoolon ki saugatein
Sacchi tu hai saccha main hoon
Sacchi apne dil ki baatein

Dastkhat haathon se haathon pe kar de tu
Naa kar aankhon pe palkon ke parde tu
Kya ye itna bada kaam hai elaan hai

Jab tak jahaan mein subah shaam hai
Tab tak mere naam tu
Jab tak jahaan mein mera naam hai
Tab tak mere naam tu

Mere hi ghere mein ghoomegi har pal tu aise
Sooraj ke ghere me rehti hai dharti ye jaise
Paayegi tu khudko na mujhse judaa
Tu hai mera aadha sa hissa sadaa

Tukde kar chaahe khaabon ke tu mere
Tootenge bhi toh rehne hain woh tere
Tujhko bhi toh ye ilhaam hai
Elaan hai

वो रंग भी क्या रंग है
मिलता न जो तेरे होठ के रंग से हूबहू
वो ख़ुशबू क्या ख़ुशबू
ठहरे न जो तेरी साँवली ज़ुल्फ़ के रूबरू

तेरे आगे ये दुनिया है फीकी-सी
मेरे बिन तू न होगी किसी की भी
अब ये ज़ाहिर सर ए आम हैएलान है

जब तक जहाँ में सुबह शाम है
तब तक मेरे नाम तू
जब तक जहाँ में मेरा नाम है
तब तक मेरे नाम तू

उलझन भी हूँ तेरी
उलझन का हल भी हूँ मैं
थोड़ा-सा ज़िद्दी हूँ
थोड़ा पागल भी हूँ मैं

बरखा, बिजली, बादल झूठे
झूठी फूलों की सौग़ातें
सच्ची तू है, सच्चा मैं हूँ
सच्ची अपने दिल की बातें

दस्तख़त हाथों से हाथों पे कर दे तू
ना कर आँखों पे पलकों के पर्दे तू
क्या ये इतना बड़ा काम है, एलान है

जब तक जहाँ में सुबह-शाम है
तब तक मेरे नाम तू
जब तक जहाँ में मेरा नाम है
तब तक मेरे नाम तू

मेरे ही घेरे में घूमेगी हर पल तू ऐसे
सूरज के घेरे में रहती है धरती ये जैसे
पाएगी तू ख़ुद को न मुझसे जुदा
तू है मेरा आधा सा हिस्सा सदा

टुकड़े कर चाहे ख़्वाबों के तू मेरे
टूटेंगे भी तो रहने हैं वो तेरे
तुझको भी तो ये इल्हाम है
एलान है

Written by:
Irshad Kamil

Related Songs

Jab Tak Jahaan Mein Mera Naam Hai Tab Tak Mere Naam Tu Song Info

Singer Abhay Jodhpurkar
Hindi Zero
Lyricist Irshad Kamil
Music Ajay-Atul
Music Label T-Series

Top 10 Songs - HindiLyrics Recommends

Pardesiya Mila Hai Tu Mujhe Jab Se
Tum Ho To Sab Achha Hai
Main Ab Kyu Hosh Mein Aata Nai Sukoon Ye Dil Kyu Pata Nai
Manwa Laage
Janaab E Ali

Jab Tak Jahaan Mein Mera Naam Hai Tab Tak Mere Naam Tu Video

Video Thumbnail

Jab Tak Jahaan Mein Mera Naam Hai Tab Tak Mere Naam Tu FAQs & Trivia

Who wrote the lyrics of "Jab Tak Jahaan Mein Mera Naam Hai Tab Tak Mere Naam Tu" song?

Irshad Kamil has written the lyrics of "Jab Tak Jahaan Mein Mera Naam Hai Tab Tak Mere Naam Tu".

Who is the singer of "Jab Tak Jahaan Mein Mera Naam Hai Tab Tak Mere Naam Tu" song?

Abhay Jodhpurkar have sung the song "Jab Tak Jahaan Mein Mera Naam Hai Tab Tak Mere Naam Tu".

Who directed "Jab Tak Jahaan Mein Mera Naam Hai Tab Tak Mere Naam Tu" music video?

'NAME' has directed the music video of "Jab Tak Jahaan Mein Mera Naam Hai Tab Tak Mere Naam Tu".

Who has featured in the music video?