Aashiqon Ki Colony Hindi Lyrics

Published: January 31, 2026| Updated:January 31, 2026

Aashiqon Ki Colony: The hindi song is sing by Javed Ali, Madhubanti Bagchi, and has music by Vishal Bhardwaj while Gulzar has written the O'Romeo Lyrics.

About the Song

"Aashiqon Ki Colony" is a popular Hindi song featuring soulful vocals by Javed Ali and Madhubanti Bagchi. The lyrics blend poetic imagery with hindi themes, characteristic of Hindi music.

Aashiqon Ki Colony Hindi Lyrics

Kahiye kya pesh kare
Dil aur jaan haazir
Aashiqon ki masti mein
Aapka makaan haazir

Ishq ka itr mehanga tha par le liya
Shaam e gham ke liye kuch zehar le liya
Jeene marne ke samaan saare mile

Aashiqon ki colony mein ghar le liya
Aashiqon ki colony mein ghar le liya

Ishq ka itr mehanga tha par le liya
Shaam e gham ke liye kuch zahar le liya
Jeene marne ke samaan saare mile

Aashiqon ki colony mein ghar le liya
Aashiqon ki colony mein ghar le liya

Ho aap jo mehke yahaan aise dilshad hua
Laila ke aane se sehra aabaad hua
Tera deedar hua saara din paar hua
Aankhon ka roja tha vaqt e ifkar hua
Tera deedar hua saara din paar hua
Aankhon ka roja tha vaqt e ifkar hua

Aap maalik makaan ho gaye aajse
Dil par haq tha wahin maang kar le liya
Ishq dariya e aashiq hai deewano re
Doob kar le liya tair kar le liya
Doob kar le liya tair kar le liya
Aashiqon ki colony mein ghar le liya
Doob kar le liya tair kar le liya

Aashiqon ki colony mein ghar le liya
Aashiqon ki colony mein ghar le liya

कहिए क्या पेश करें
दिल और जान हाज़िर
आशिक़ों की मस्ती में
आपका मकां हाज़िर

इश्क़ का इत्र महँगा था पर ले लिया
शा ए ग़म के लिए कुछ ज़हर ले लिया
जीने मरने के समान सारे मिले

आशिक़ों की कॉलोनी में घर ले लिया
आशिक़ों की कॉलोनी में घर ले लिया

इश्क़ का इत्र महँगा था पर ले लिया
शाम-ए-ग़म के लिए कुछ ज़हर ले लिया
जीने मरने के समान सारे मिले

आशिक़ों की कॉलोनी में घर ले लिया
आशिक़ों की कॉलोनी में घर ले लिया

हो आप जो महके यहाँ ऐसे दिलशाद हुआ
लैला के आने से सहरा आबाद हुआ
तेरा दीदार हुआ सारा दिन पार हुआ
आँखों का रोज़ा था वक़्त ए इफ़कार हुआ
तेरा दीदार हुआ सारा दिन पार हुआ
आँखों का रोज़ा था वक़्त ए इफ़कार हुआ

आप मालिक ए मकां हो गए आज से
दिल पर हक़ था वहीं माँग कर ले लिया
इश्क़ दरिय ए आशिक़ है दीवानो रे
डूब कर ले लिया तैर कर ले लिया
डूब कर ले लिया तैर कर ले लिया
आशिक़ों की कॉलोनी में घर ले लिया
डूब कर ले लिया तैर कर ले लिया

आशिक़ों की कॉलोनी में घर ले लिया
आशिक़ों की कॉलोनी में घर ले लिया

Written by:
Gulzar

Related Songs

Aashiqon Ki Colony Song Info

Singer Javed Ali, Madhubanti Bagchi
Hindi O'Romeo
Lyricist Gulzar
Music Vishal Bhardwaj
Director Vishal Bhardwaj
Cast Shahid Kapoor, Triptii Dimri, Avinash Tiwary, Farida Jalal, Vikrant Massey, Nana Patekar, Tamannaah Bhatia, Disha Patani
Music Label T-Series

Top 10 Songs - Hindi Lyrics Recommends

Aashiqon Ki Colony Video

Video Thumbnail

Aashiqon Ki Colony FAQs & Trivia


Who wrote the lyrics of "Aashiqon Ki Colony" song?

Gulzar has written the lyrics of "Aashiqon Ki Colony".

Who is the singer of "Aashiqon Ki Colony" song?

Javed Ali, Madhubanti Bagchi have sung the song "Aashiqon Ki Colony".

Who directed "Aashiqon Ki Colony" music video?

'NAME' has directed the music video of "Aashiqon Ki Colony".

Who has featured in the music video?

Send feedback to Odialyrics