Ik Mulaqaat Zaroori Hai Sanam Hindi Lyrics

Published: September 30, 2025| Updated:September 30, 2025

Ik Mulaqaat Zaroori Hai Sanam: The hindi song is sing by Vishal Mishra, Shreya Ghoshal, and has music by Javed-Mohsin while Rashmi Virag, Sameer Anjaan has written the Ek Mulaqaat Lyrics.

About the Song

"Ik Mulaqaat Zaroori Hai Sanam" is a popular Hindi song featuring soulful vocals by Vishal Mishra and Shreya Ghoshal. The lyrics blend poetic imagery with hindi themes, characteristic of Hindi music.

Ik Mulaqaat Zaroori Hai Sanam Hindi Lyrics

Waaqif nahi hai tu mujhse oh sanam
Jitna dard doge rahega utna kamm
Jaane hui kaise yeh dooriyan
Jitna tu tadpe utna tadpe hai hum

Zinda rehne ke liye teri kasam
Zinda rehne ke liye teri kasam
Ek mulaqat zaroori hai sanam
Ek mulaqat zaroori hai sanam

Isse pehle ke yeh saansein ho khatam
Isse pehle ke yeh saansein ho khatam
Ik mulaqaat zaroori hai sanam
Ik mulaqaat zaroori hai sanam

Ho..

Rabba rabba karta hai
Dard dard mera
Duniya kyun samjhe na
Ishq ishq mera

Kisi ko kabhi na mile
Yaara se judaai

Mera nahi mera nahi
Waqt waqt mera
Tootey nahi tootey nahi
Sabr sabr tera

Marke bhi karunga na
Tujhse bewafai

Waqt lagta hai
Zara si der hoti hai
Kabhi toh sau janam bhi
Kam pad jaate hain

Main samajhti hoon
Magar yeh dil nahi samjhe
Lehar se kyun kinaare
Mil na paate hain

Jaane hui kaise yeh dooriyan
Jitna tu tadpe utna tadpe hai hum

Isse pehle ke mera tootey bharam
Isse pehle ke mera tootey bharam
Ek mulaqat zaroori hai sanam
Ek mulaqat zaroori hai sanam

Zinda rehne ke liye teri kasam
Zinda rehne ke liye teri kasam
Ik mulaqaat zaroori hai sanam
Ik mulaqaat zaroori hai sanam

वाक़िफ़ नही है तू मुझसे ओ सनम
जितना दर्द दोगे रहेगा उतना कम
जाने हुई कैसे ये दूरियाँ
जितना तू तडपा उतना तडपे है हम

ज़िंदा रहने के लिए तेरी कसम
ज़िंदा रहने के लिए तेरी कसम
एक मुलाक़ात ज़रूरी है सनम
एक मुलाक़ात ज़रूरी है सनम

इससे पहले के ये साँसें हो ख़तम
इससे पहले के ये साँसें हो ख़तम
इक मुलाक़ात ज़रूरी है सनम
इक मुलाक़ात ज़रूरी है सनम

हो..

रब्बा रब्बा करता है
दर्द दर्द मेरा
दुनिया क्यूँ समझे ना
इश्क़ इश्क़ मेरा

किसी को कभी ना मिले
यारा से जुदाई

मेरा नही मेरा नही
वक़्त वक़्त मेरा
टूटे नही टूटे नही
सब्र सब्र तेरा

मरके भी करूँगा ना
तुझसे बेवफ़ाई

वक़्त लगता है
ज़रा सी देर होती है
कभी तो सौ जानम भी
कम पड़ जाते हैं

मैं समझती हूँ
मगर ये दिल नही समझे
लहर से क्यूँ किनारे
मिल ना पाते हैं

जाने हुई कैसे ये दूरियाँ
जितना तू तडपे उतना तडपे है हम

इससे पहले के मेरा टूटे भरम
इससे पहले के मेरा टूटे भरम
एक मुलाक़ात ज़रूरी है सनम
एक मुलाक़ात ज़रूरी है सनम

ज़िंदा रहने के लिए तेरी कसम
ज़िंदा रहने के लिए तेरी कसम
इक मुलाक़ात ज़रूरी है सनम
इक मुलाक़ात ज़रूरी है सनम

Written by:
Rashmi Virag, Sameer Anjaan

Related Songs

Ik Mulaqaat Zaroori Hai Sanam Song Info

Singer Vishal Mishra, Shreya Ghoshal
Hindi Ek Mulaqaat
Lyricist Rashmi Virag, Sameer Anjaan
Music Javed-Mohsin
Director Dhruwal Patel, Jigar Mulani
Cast Abhishek Malhan, Sakshi Malik
Music Label T-Series

Top 10 Songs - HindiLyrics Recommends

Pardesiya Mila Hai Tu Mujhe Jab Se
Tum Ho To Sab Achha Hai
Main Ab Kyu Hosh Mein Aata Nai Sukoon Ye Dil Kyu Pata Nai
Manwa Laage
Janaab E Ali

Ik Mulaqaat Zaroori Hai Sanam Video

Video Thumbnail

Ik Mulaqaat Zaroori Hai Sanam FAQs & Trivia

Who wrote the lyrics of "Ik Mulaqaat Zaroori Hai Sanam" song?

Rashmi Virag, Sameer Anjaan has written the lyrics of "Ik Mulaqaat Zaroori Hai Sanam".

Who is the singer of "Ik Mulaqaat Zaroori Hai Sanam" song?

Vishal Mishra, Shreya Ghoshal have sung the song "Ik Mulaqaat Zaroori Hai Sanam".

Who directed "Ik Mulaqaat Zaroori Hai Sanam" music video?

'NAME' has directed the music video of "Ik Mulaqaat Zaroori Hai Sanam".

Who has featured in the music video?