Main Agar Kitaabon Se Hindi Lyrics
Published: October 10, 2025| Updated:October 10, 2025
Main Agar Kitaabon Se : The hindi song is sing by Atif Aslam, and has music by Pritam while Amitabh Bhattacharya has written the Tubelight Lyrics.
About the Song
"Main Agar Kitaabon Se " is a popular Hindi song featuring soulful vocals by Atif Aslam. The lyrics blend poetic imagery with hindi themes, characteristic of Hindi music.
Main Agar Kitaabon Se Hindi Lyrics
Main agar sitaaron se chura ke laaun roshni
Hawaaon se chura ke laaun raagini
Na poori ho sakegi unse magar teri kami
Main agar nazaron se chura ke laaun rangatein
Mazaaron se chura ke laaun barqatein
Na poori ho sakegi unse magar teri kami
Yeh duniya paraayi hai
Bas ek apna hai tu
Jo sach ho mera woh
Savere ka sapna hai tu
Dekhunga tera raasta
Ho kuch tujhe bas khuda na khasta
Ho..
Tere bina umrr ke safar mein
Bada hi tanha hoon main
Raftaar jo waqt ki pakad na sake
Woh lamha hoon main
Faagun ke mahine tere bina hain pheeke
Jo tu nahi toh saare saawan mere sookhe
Main agar kitaabon se chura ke laaun qaayde
Hisaabon se chura ke laaun faayde
Na poori ho sakegi unse magar teri kami
Main agar sitaaron se chura ke laaun roshni
Hawaaon se chura ke laaun raagini
Na poori ho sakegi unse magar teri kami
Yeh duniya paraayi hai
Bas ek apna hai tu
Jo sach ho mera woh
Savere ka sapna hai tu
Dekhunga tera raasta
Ho kuch tujhe bas khuda na khasta
Khuda na khasta…
Khuda na khasta…
मैं अगर सितारों से चुरा के लाऊं रोशनी
हवाओं से चुरा के लाऊं रागिनी
ना पूरी हो सकेगी उनसे मगर तेरी कमी
मैं अगर नज़रों से चुरा के लाऊं रंगतें
मज़ारों से चुरा के लाऊं बरकतें
ना पूरी हो सकेगी उनसे मगर तेरी कमी
ये दुनिया पराई है
बस एक अपना है तू
जो सच हो मेरा वो
सवेरों का सपना है तू
देखूंगा तेरा रास्ता
हो कुछ तुझे बस खुदा न ख़ास्ता
हो...
तेरे बिना उमर के सफ़र में
बड़ा ही तन्हा हूँ मैं
रफ़्तार जो वक़्त की पकड़ न सके
वो लम्हा हूँ मैं
फागुन के महीने तेरे बिना हैं फीके
जो तू नहीं तो सारे सावन मेरे सूखे
मैं अगर किताबों से चुरा के लाऊं क़ायदे
हिसाबों से चुरा के लाऊं फ़ायदे
ना पूरी हो सकेगी उनसे मगर तेरी कमी
मैं अगर सितारों से चुरा के लाऊं रोशनी
हवाओं से चुरा के लाऊं रागिनी
ना पूरी हो सकेगी उनसे मगर तेरी कमी
ये दुनिया पराई है
बस एक अपना है तू
जो सच हो मेरा वो
सवेरों का सपना है तू
देखूंगा तेरा रास्ता
हो कुछ तुझे बस खुदा न ख़ास्ता
खुदा न ख़ास्ता...
खुदा न ख़ास्ता...
Written by:
Amitabh Bhattacharya
Related Songs
Main Agar Kitaabon Se
Atif AslamToota Jo Kabhi Taara Sajna Ve
Atif Aslam, Sumedha KarmaheTajdar-E-Haram
Atif AslamO Saathi Tere Bina
Atif AslamSuna Hai Suna Hai Iyeh Rasm
Atif AslamO Tere Sang Yaara
Atif Aslam, Manoj MTera Hone Laga Hoon
Atif Aslam, Alisha ChinaiPiya O Re Piya Piya Re Piya Re Piya
Shreya Ghoshal, Atif AslamMain Agar Kitaabon Se Song Info
| Singer | Atif Aslam |
|---|---|
| Hindi | Tubelight |
| Lyricist | Amitabh Bhattacharya |
| Music | Pritam |
| Music Label | SonyMusicIndiaVEVO |
Top 10 Songs - HindiLyrics Recommends
Main Agar Kitaabon Se Video
Main Agar Kitaabon Se FAQs & Trivia
Who wrote the lyrics of "Main Agar Kitaabon Se " song?
Amitabh Bhattacharya has written the lyrics of "Main Agar Kitaabon Se ".
Who is the singer of "Main Agar Kitaabon Se " song?
Atif Aslam have sung the song "Main Agar Kitaabon Se ".
Who directed "Main Agar Kitaabon Se " music video?
'NAME' has directed the music video of "Main Agar Kitaabon Se ".