Zaroori Tha Hindi Lyrics

Published: December 8, 2025| Updated:December 8, 2025

Zaroori Tha: The hindi song is sing by Rahat Fateh Ali Khan, and has music by Rahat Fateh Ali Khan, Salman Ahmed while Khalil Ur Rehman, Sahir Ali Bagga has written the Zaroori Tha Lyrics.

About the Song

"Zaroori Tha" is a popular Hindi song featuring soulful vocals by Rahat Fateh Ali Khan. The lyrics blend poetic imagery with hindi themes, characteristic of Hindi music.

Zaroori Tha Hindi Lyrics

Lafj kitne hi
Tere pairon se lipte honge

Tune jab aakhiri khat
Mera jalaya hoga
Tune jab phool
Kitabon se nikale honge

Dene wala bhi tujhe
Yaad toh aaya hoga

Teri aankhon ke dariya ka
Utarna bhi zaroori tha
Mohabbat bhi zaroori thi
Bichadna bhi zaroori tha

Zaroori tha ke hum dono
Tawaaf-e arzoo karte
Magar phir arzoo’on ka
Bikharna bhi zaroori tha

Teri aankhon ke dariya ka
Utarna bhi zaroori tha

Batao yaad hai tumko
Woh jab dil ko churaya tha
Churayi cheez ko tumne
Khuda ka ghar banaya tha

Woh jab kehte the mera naam
Tum tasbeeh mein padhte ho
Mohabbat ki namazo ko kaza
Karne se darte ho

Magar ab yaad aata hai
Woh baatein thi mehaz baatein

Kahin baaton hi baaton mein
Mukarna bhi zaroori tha
Teri aankhon ke dariya ka
Utarna bhi zaroori tha

Wahin hai sooratein apni
Wahin main hoon wahin tum ho
Magar khoya hua hoon main
Magar tum bhi kahin gumm ho

Mohabbat mein daga ki thi
Jo kaafir the so kaafir hain
Mili hain manzilein phir bhi
Musafir the musafir hain

Tere dil ke nikaale hum
Kahan bhatke kahan pahunche
Magar bhatke toh yaad aaya
Bhatakna bhi zaroori tha

Mohabbat bhi zaroori thi
Bichadna bhi zaroori tha
Zaroori tha ke hum dono
Tawaef-e arzoo karte

Magar phir arzoo’on ka
Bikharna bhi zaroori tha
Teri aankhon ke dariya ka
Utarna bhi zaroori tha

लफ़्ज़ कितने ही
तुम्हारे पैरों से लिपटे होंगे।

जब तुमने मेरा
आख़िरी ख़त जलाया होगा,
जब तुमने फूल
किताबों से निकाले होंगे
देने वाला भी तुम्हें
ज़रूर याद आया होगा।

तुम्हारी आँखों के दरिया का
उतर जाना भी आवश्यक था।
मोहब्बत भी ज़रूरी थी,
बिछड़ना भी आवश्यक था।

ज़रूरी था कि हम दोनों
आरज़ुओं का तवाफ़ करते,
मगर फिर आरज़ुओं का
बिखर जाना भी आवश्यक था।

तुम्हारी आँखों के दरिया का
उतरना भी आवश्यक था।

बताo, याद है तुम्हें
वह पल जब दिल चुराया था?
चुराई हुई चीज़ को तुमने
ईश्वर का घर बनाया था।

जब तुम कहते थे कि मेरा नाम
जपमाला में पढ़ते हो,
मोहब्बत की नमाज़ों को
क़ज़ा करने से डरते हो
मगर अब याद आता है,
वे बातें बस बातें थीं।

बातों–बातों में
मुकर जाना भी आवश्यक था।
तुम्हारी आँखों के दरिया का
उतरना भी आवश्यक था।

वही हैं हमारी सूरतें,
वहीं मैं हूँ, वहीं तुम हो,
पर मैं खो गया हूँ कहीं,
और तुम भी कहीं गुम हो।

मोहब्बत में जो धोखा था,
जो काफ़िर थे सो काफ़िर हैं;
मिली हैं मंज़िलें फिर भी
यात्री थे, और यात्री ही हैं।

तुम्हारे दिल से निकाले गए हम
कहाँ भटके, कहाँ पहुँचे
मगर जब भटके, तभी समझा
भटकना भी आवश्यक था।

मोहब्बत भी आवश्यक थी,
बिछड़ना भी आवश्यक था।
ज़रूरी था कि हम दोनों
आरज़ुओं का तवाफ़ करते,
मगर फिर आरज़ुओं का
बिखर जाना भी आवश्यक था।

तुम्हारी आँखों के दरिया का
उतरना भी आवश्यक था।

Written by:
Khalil Ur Rehman, Sahir Ali Bagga

Related Songs

Zaroori Tha Song Info

Singer Rahat Fateh Ali Khan
Hindi Zaroori Tha
Lyricist Khalil Ur Rehman, Sahir Ali Bagga
Music Rahat Fateh Ali Khan, Salman Ahmed
Cast Gauhar Khan, Kushal Tandon, Rahat Fateh Ali Khan
Music Label Rahat Fateh Ali Khan

Top 10 Songs - Hindi Lyrics Recommends

Zaroori Tha Video

Video Thumbnail

Zaroori Tha FAQs & Trivia


Who wrote the lyrics of "Zaroori Tha" song?

Khalil Ur Rehman, Sahir Ali Bagga has written the lyrics of "Zaroori Tha".

Who is the singer of "Zaroori Tha" song?

Rahat Fateh Ali Khan have sung the song "Zaroori Tha".

Who directed "Zaroori Tha" music video?

'NAME' has directed the music video of "Zaroori Tha".

Who has featured in the music video?

Send feedback to Odialyrics