Saanson Ko Jeene Ka Ishara Mil Gaya Hindi Lyrics
Published: August 24, 2025| Updated:August 24, 2025
Saanson Ko Jeene Ka Ishara Mil Gaya: The hindi song is sing by Arijit Singh, and has music by Sharib-Toshi while Shakeel Azmi has written the Zid Lyrics.
About the Song
"Saanson Ko Jeene Ka Ishara Mil Gaya" is a popular Hindi song featuring soulful vocals by Arijit Singh. The lyrics blend poetic imagery with hindi themes, characteristic of Hindi music.
Saanson Ko Jeene Ka Ishara Mil Gaya Hindi Lyrics
Saanson ko jeene ka ishaara mill gaya
Dooba main tujhme to kinara mill gaya
Saanson ko jeene ka ishara mil gaya
Zindagi ka pata dobara mil gaya
Tu mila to khuda ka sahaara mill gaya
Tu mila to khuda ka sahaara mill gaya
Ghamzada ghamzada dil ye tha ghamzada
Bin tere, bin tere, dil ye tha ghamzada
Aaraam de tu mujhe, barson ka hun main thaka
Palkon pe raatein liye, tere waste main jaga
Aaraam de tu mujhe, barson ka hun main thaka
Palkon pe raatein liye, tere waste main jaga
Mere har dard ki gehrai ko mehsoos karta hai tu
Teri aankhon se gham tera mujhe maaloom hone laga
Tu mila to khuda ka sahaara mill gaya
Tu mila to khuda ka sahaara mill gaya
Main raaz tujhse kahun humraz ban ja zara
Karni hai kuch guftgu alfaaz ban ja zara
Main raaz tujhse kahun humraz ban ja zara
Karni hai kuch guftgu alfaaz ban ja zara
Juda jab se hua
Tere bina khamosh rehta hoon me
Labon ke paas aa
Ab tu meri aawaaz bann ja zara
Tu mila to khuda ka sahara mill gaya
Tu mila to khuda ka sahara mill gaya
Ghamzada ghamzada dil ye tha ghamzada
Bin tere, bin tere, dil ye tha ghamzada
साँसों को जीने का इशारा मिल गया
डूबा मैं तुझमें तो किनारा मिल गया
साँसों को जीने का इशारा मिल गया
ज़िन्दगी का पता दोबारा मिल गया
तू मिला तो ख़ुदा का सहारा मिल गया
तू मिला तो ख़ुदा का सहारा मिल गया
ग़मज़दा ग़मज़दा दिल ये था ग़मज़दा
बिन तेरे, बिन तेरे, दिल ये था ग़मज़दा
आराम दे तू मुझे, बरसों का हूँ मैं थका
पलकों पे रातें लिए, तेरे वास्ते मैं जगा
आराम दे तू मुझे, बरसों का हूँ मैं थका
पलकों पे रातें लिए, तेरे वास्ते मैं जगा
मेरे हर दर्द की गहराई को महसूस करता है तू
तेरी आँखों से ग़म तेरा मुझे मालूम होने लगा
तू मिला तो ख़ुदा का सहारा मिल गया
तू मिला तो ख़ुदा का सहारा मिल गया
मैं राज़ तुझसे कहूँ, हमराज़ बन जा ज़रा
करनी है कुछ गुफ़्तगू, अल्फ़ाज़ बन जा ज़रा
मैं राज़ तुझसे कहूँ, हमराज़ बन जा ज़रा
करनी है कुछ गुफ़्तगू, अल्फ़ाज़ बन जा ज़रा
जुदा जब से हुआ
तेरे बिना ख़ामोश रहता हूँ मैं
लबों के पास आ
अब तू मेरी आवाज़ बन जा ज़रा
तू मिला तो ख़ुदा का सहारा मिल गया
तू मिला तो ख़ुदा का सहारा मिल गया
ग़मज़दा ग़मज़दा दिल ये था ग़मज़दा
बिन तेरे, बिन तेरे, दिल ये था ग़मज़दा
Written by:
Shakeel Azmi
Related Songs
Main Rang Sharbaton Ka Reprise
Arijit SinghTere Ishk Mein
Arijit SinghAshq Na Ho
Arijit SinghMaai Teri Chunariya Lehraayi
Arijit SinghKabhi Yaadon Mein Aaun
Arijit SinghHazaar Baar
Arijit Singh, Shreya Ghoshal, Vaikom VijayalakshmiO Ho Ho Dil Mein Aaye
Arijit Singh, Shashwat SinghDil Haareya Ve Main Jaaneya Ve
Arijit SinghSaanson Ko Jeene Ka Ishara Mil Gaya Song Info
| Singer | Arijit Singh |
|---|---|
| Hindi | Zid |
| Lyricist | Shakeel Azmi |
| Music | Sharib-Toshi |
| Music Label | SonyMusicIndiaVEVO |
Top 10 Songs - HindiLyrics Recommends
Saanson Ko Jeene Ka Ishara Mil Gaya Video
Saanson Ko Jeene Ka Ishara Mil Gaya FAQs & Trivia
Who wrote the lyrics of "Saanson Ko Jeene Ka Ishara Mil Gaya" song?
Shakeel Azmi has written the lyrics of "Saanson Ko Jeene Ka Ishara Mil Gaya".
Who is the singer of "Saanson Ko Jeene Ka Ishara Mil Gaya" song?
Arijit Singh have sung the song "Saanson Ko Jeene Ka Ishara Mil Gaya".
Who directed "Saanson Ko Jeene Ka Ishara Mil Gaya" music video?
'NAME' has directed the music video of "Saanson Ko Jeene Ka Ishara Mil Gaya".