Baatein Ye Kabhi Na Tu Bhoolna Hindi Lyrics
Published: August 24, 2025| Updated:August 24, 2025
Baatein Ye Kabhi Na Tu Bhoolna: The hindi song is sing by Arijit Singh, and has music by Jeet Gannguli while Sayeed Quadri has written the Khamoshiyan Lyrics.
About the Song
"Baatein Ye Kabhi Na Tu Bhoolna" is a popular Hindi song featuring soulful vocals by Arijit Singh. The lyrics blend poetic imagery with hindi themes, characteristic of Hindi music.
Baatein Ye Kabhi Na Tu Bhoolna Hindi Lyrics
Baatein ye kabhi na tu bhoolna
Koi tere khatir hai jee raha
Jaaye tu kahin, bhi ye sochna
Koi tere khatir hai jee raha
Tu jahaan jaaye mehfooz ho
Tu jahaan jaaye mehfooz ho
Dil mera maange bas ye duaa
Baatein ye kabhi na tu bhoolna
Koi tere khatir hai jee raha
Jaaye tu kahin, bhi ye sochna
Koi tere khatir hai jee raha
Humdard hai, humdum bhi hai
Tu saath hai toh zindagi
Tu jo kabhi door rahe
Ye humse ho jaaye ajnabi
Tujhse mohabbat karte hain jo
Tujhse mohabbat karte hain jo
Kaise kare hum usko bayaan
Baatein ye kabhi na tu bhulna
Koi tere khatir hai jee raha
Jaaye tu kahin, bhi ye sochna
Koi tere khatir hai jee rahaa
Jaagi bhi hai royi bhi hai
Aankhein ye raaton mein mere
Kyun har ghadi milke tujhe
Lagti rahe bas teri kami
Hum toh na samjhe tum hi kaho
Hum toh na samjhe tum hi kaho
Kyun tumko paake tumse juda
Baatein ye kabhi na tu bhoolna
Koi tere khatir hai jee rahaa
Jaaye tu kahin, bhi ye sochna
Koi tere khatir hai jee rahaa
बातें ये कभी न तू भूलना
कोई तेरे खातिर है जी रहा
जाए तू कहीं, भी ये सोचना
कोई तेरे खातिर है जी रहा
तू जहाँ जाए महफ़ूज़ हो
तू जहाँ जाए महफ़ूज़ हो
दिल मेरा माँगे बस ये दुआ
बातें ये कभी न तू भूलना
कोई तेरे खातिर है जी रहा
जाए तू कहीं, भी ये सोचना
कोई तेरे खातिर है जी रहा
हमदर्द है, हमदम भी है
तू साथ है तो ज़िन्दगी
तू जो कभी दूर रहे
ये हमसे हो जाए अजनबी
तुझसे मोहब्बत करते हैं जो
तुझसे मोहब्बत करते हैं जो
कैसे करें हम उसको बयान
बातें ये कभी न तू भूलना
कोई तेरे खातिर है जी रहा
जाए तू कहीं, भी ये सोचना
कोई तेरे खातिर है जी रहा
जागी भी है, रोई भी है
आँखें ये रातों में मेरे
क्यों हर घड़ी मिलके तुझे
लगती रहे बस तेरी कमी
हम तो न समझे तुम ही कहो
हम तो न समझे तुम ही कहो
क्यों तुमको पाकर तुमसे जुदा
बातें ये कभी न तू भूलना
कोई तेरे खातिर है जी रहा
जाए तू कहीं, भी ये सोचना
कोई तेरे खातिर है जी रहा
Written by:
Sayeed Quadri
Related Songs
Baatein Ye Kabhi Na Tu Bhoolna Song Info
| Singer | Arijit Singh |
|---|---|
| Hindi | Khamoshiyan |
| Lyricist | Sayeed Quadri |
| Music | Jeet Gannguli |
| Music Label | Sony Music India |
Top 10 Songs - Hindi Lyrics Recommends
Baatein Ye Kabhi Na Tu Bhoolna Video
Baatein Ye Kabhi Na Tu Bhoolna FAQs & Trivia
Who wrote the lyrics of "Baatein Ye Kabhi Na Tu Bhoolna" song?
Sayeed Quadri has written the lyrics of "Baatein Ye Kabhi Na Tu Bhoolna".
Who is the singer of "Baatein Ye Kabhi Na Tu Bhoolna" song?
Arijit Singh have sung the song "Baatein Ye Kabhi Na Tu Bhoolna".
Who directed "Baatein Ye Kabhi Na Tu Bhoolna" music video?
'NAME' has directed the music video of "Baatein Ye Kabhi Na Tu Bhoolna".