Aye Khud Aaye Khuda Jab Bana Usska Hi Bana Hindi Lyrics

Published: August 24, 2025| Updated:August 24, 2025

Aye Khud Aaye Khuda Jab Bana Usska Hi Bana: The hindi song is sing by Arijit Singh, and has music by Chirantan while Junaid Wasi has written the 1920: Evil Returns Lyrics.

About the Song

"Aye Khud Aaye Khuda Jab Bana Usska Hi Bana" is a popular Hindi song featuring soulful vocals by Arijit Singh. The lyrics blend poetic imagery with hindi themes, characteristic of Hindi music.

Aye Khud Aaye Khuda Jab Bana Usska Hi Bana Hindi Lyrics

Meri kismat ke har ek panne pe
Mere jeete ji baad marne ke
Mere har ik kal har ik lamhe mein
Tu likh de mera usey
Har kahani mein sare qisson mein
Dil ki duniya ke sacche riston mein
Zindagani ke sare hisson mein
Tu likh de mera usey

Aye khuda aye khuda
Jab bana uska hi bana
Aye khuda aye khuda
Jab bana uska hi bana

Usska hoon uss mein hoon uss se hoon
Usi ka rehne de..
Main toh pyaasa hoon hain dariya woh
Zariya woh jeene ka mere
Mujhe ghar de gali de shehar de
Usi ke naam ke..
Kadam yeh chale ya ruke ab usi ke vaaste
Dil mujhe de agar dard de uska par
Uski ho woh hasi goonje jo mere ghar

Aye khuda aye khuda
Jab bana uska hi bana
Aye khuda aye khuda
Jab bana uska hi bana

Mere hisse ki khushi ho hasi ko
Tu chahe.. aadha kar
Chahe lele tu,meri zindagi par yeh
Mujhse waada kar
Uske ashqon pe,gamon pe,dukhon pe
Har uske zakhm par
Haq mera hi rahe,har jagah
Har ghadi haan umr bhar
Ab faqat,ho yahi,woh rahe mujhmein hi
Woh juda,kehne ko,bichde na par kabhi

Aye khuda,aye khuda
Jab bana usska hi bana
Aye khuda aye khuda
Jab bana usska hi bana

Meri kismat ke,har ek panne pe
Mere jeete ji baad marne ke
Mere har ik kal,har ik lamhe mein

Tu likh de mera usey
Aye khuda aye khuda
Aye khuda aye khuda

मेरी किस्मत के हर एक पन्ने पे
मेरे जीते जी, बाद मरने के
मेरे हर इक कल, हर इक लम्हे में
तू लिख दे मेरा उसे

हर कहानी में, सारे क़िस्सों में
दिल की दुनिया के सच्चे रिश्तों में
ज़िन्दगानी के सारे हिस्सों में
तू लिख दे मेरा उसे

ए ख़ुदा, ए ख़ुदा
जब बना, उसका ही बना
ए ख़ुदा, ए ख़ुदा
जब बना, उसका ही बना

उसका हूँ, उस में हूँ, उस से हूँ
उसी का रहने दे...
मैं तो प्यासा हूँ, है दरिया वो
ज़रिया वो जीने का मेरे
मुझे घर दे, गली दे, शहर दे
उसी के नाम के...
कदम ये चले या रुके, अब उसी के वास्ते
दिल मुझे दे अगर, दर्द दे उसका पर
उसकी हो वो हँसी, गूँजे जो मेरे घर

ए ख़ुदा, ए ख़ुदा
जब बना, उसका ही बना
ए ख़ुदा, ए ख़ुदा
जब बना, उसका ही बना

मेरे हिस्से की ख़ुशी, वो हँसी को
तू चाहे... आधा कर
चाहे ले ले तू, मेरी ज़िन्दगी पर ये
मुझसे वादा कर
उसके अश्कों पे, ग़मों पे, दुखों पे
हर उसके ज़ख़्म पर
हक़ मेरा ही रहे, हर जगह
हर घड़ी हाँ उम्र भर
अब फ़क़त हो यही, वो रहे मुझमें ही
वो जुदा कहने को, बिछड़े न पर कभी

ए ख़ुदा, ए ख़ुदा
जब बना, उसका ही बना
ए ख़ुदा, ए ख़ुदा
जब बना, उसका ही बना

मेरी किस्मत के, हर एक पन्ने पे
मेरे जीते जी, बाद मरने के
मेरे हर इक कल, हर इक लम्हे में
तू लिख दे मेरा उसे

ए ख़ुदा, ए ख़ुदा
ए ख़ुदा, ए ख़ुदा

Written by:
Junaid Wasi

Related Songs

Aye Khud Aaye Khuda Jab Bana Usska Hi Bana FAQs & Trivia


Who wrote the lyrics of "Aye Khud Aaye Khuda Jab Bana Usska Hi Bana" song?

Junaid Wasi has written the lyrics of "Aye Khud Aaye Khuda Jab Bana Usska Hi Bana".

Who is the singer of "Aye Khud Aaye Khuda Jab Bana Usska Hi Bana" song?

Arijit Singh have sung the song "Aye Khud Aaye Khuda Jab Bana Usska Hi Bana".

Who directed "Aye Khud Aaye Khuda Jab Bana Usska Hi Bana" music video?

'NAME' has directed the music video of "Aye Khud Aaye Khuda Jab Bana Usska Hi Bana".

Who has featured in the music video?