Koi Naam Hindi Lyrics
Published: January 12, 2026| Updated:January 12, 2026
Koi Naam: The hindi song is sing by Jasleen Royal, Aditya Sharma, and has music by Ishan Das while Jasleen Royal, Aditya Sharma has written the Koi Naam Lyrics.
About the Song
"Koi Naam" is a popular Hindi song featuring soulful vocals by Jasleen Royal and Aditya Sharma. The lyrics blend poetic imagery with hindi themes, characteristic of Hindi music.
Koi Naam Hindi Lyrics
Kaise tumse pyaar karein
Soche kya intezaar karein
Sach pucho to dar lagta hai
Tum bin soona ghar lagta hai
Chaaha tha tumhe sareaam
Dena tha ise koi naam
Chaaha tha tumhe sareaam
Dena tha ise koi naam
Koi naam
Jaa ve maahi saanu kalleyaan chhad de
Seene laawan darda nu
Pooche kabhi haal koi
Aankhein churaayi hain
Ye dil mera teri taraf se
Deta safaai hai
Socha na tha
Hoga mumkin
Jeena seekha
Ab ke tum bin
Chaaha tha tumhe sare aam
Dena tha ise koi naam
Chaaha tha tumhe sareaam
Dena tha ise koi naam
Koi naam
Humsafar sa tha
Khush khabar sa tha
Jaane kyu laga
Humsafar sa tha
Khush khabar sa tha
Jaane kyu laga
Rabb jaane
Main mar muki haan
Vichoda meri jaan
Sehndi hai.
Tak tak ke
Payi roni haan
Hathaan ute laal mehndi hai
कैसे तुमसे प्यार करें
सोचे क्या इंतज़ार करें
सच पूछो तो डर लगता है
तुम बिन सूना घर लगता है
चाहा था तुम्हें सरेआम
देना था इसे कोई नाम
चाहा था तुम्हें सरेआम
देना था इसे कोई नाम
कोई नाम
जा वे माही सानूं कल्लेयां छड्ड दे
सीने लावां दर्दा नूं
पूछे कभी हाल कोई
आँखें चुराई हैं
ये दिल मेरा तेरी तरफ से
देता सफ़ाई है
सोचा न था
होगा मुमकिन
जीना सीखा
अब के तुम बिन
चाहा था तुम्हें सरे आम
देना था इसे कोई नाम
चाहा था तुम्हें सरेआम
देना था इसे कोई नाम
कोई नाम
हमसफ़र सा था
ख़ुश ख़बर सा था
जाने क्यूँ लगा
हमसफ़र सा था
ख़ुश ख़बर सा था
जाने क्यूँ लगा
रब जाने
मैं मर मुक्की हाँ
विछोड़ा मेरी जान
सहंदी है
टक टक के
पई रोनी हाँ
हथां उते लाल मेहंदी है
Written by:
Jasleen Royal, Aditya Sharma
Related Songs
Koi Naam Song Info
| Singer | Jasleen Royal, Aditya Sharma |
|---|---|
| Hindi | Koi Naam |
| Lyricist | Jasleen Royal, Aditya Sharma |
| Music | Ishan Das |
| Director | Thea Chingarova |
| Cast | Jasleen Royal, Aditya Sharma |
| Music Label | Jasleen Royal |
Top 10 Songs - Hindi Lyrics Recommends
Koi Naam Video
Koi Naam FAQs & Trivia
Who wrote the lyrics of "Koi Naam" song?
Jasleen Royal, Aditya Sharma has written the lyrics of "Koi Naam".
Who is the singer of "Koi Naam" song?
Jasleen Royal, Aditya Sharma have sung the song "Koi Naam".
Who directed "Koi Naam" music video?
'NAME' has directed the music video of "Koi Naam".